Jadhav Pratiksha Ganesh

Government Secondary and Higher secondary School Palsan Surgana Nashik Maharashtra
I'd like to become a Dakshana Scholar and hopefully attend Medical college

Q1. Introduce your Family to us ?
mera 6 lego ka parivar he me papa mami aur meri choti do bhainay aur chota bhai hai papa 12 tak hi paray hai aur khati kar ti hai mami 7 takh hi pari hai aur housewife hai aur meri bhain 11 aur 9 may parti hai aur bhai 8 maaay parta hai

Q2. Why should you be awarded the Dakshana Scholarship?
muj say doctor kay baray may teacher ny bataya tha aur unonay form baraya tha aur paper day kay dakshana may select nahi hui hoti to pasay kay dekkat ki vaja say muji bsc nursing kar ni parti

Q3. What is your ambition in life?
bach pan say mera doctor bannay ka sapna hai aur yaha dakshana may aa kay lakta hai ki ya sapna pura hoga mujay bathar ban na hai meray sy ummit hai kay achie karung gi

Q4. How would you like to contribute to the society and the world when you become a successful?
mujay ek acha doctor bana hai doctor ban nay kay badmay meray jo life hogi us sy acha karanay ki koshis rahay gi may dunya kya leya jo acha kar sakti hu may karung gi medical feild may jo galat kam kartay hai unsaykhelaf ek kadam utha uu gi aur logo ko aware karung gi

Q5. Describe an incident in your life that has motivated/inspired you to do better
may mami papa dost mujay logo may barnay may madat kar ty hai meray gavo kay as pas doctor nahi hai isleya doctor ki prayi karnay kay leya bohot mujay motivate kar ty hai

Q6. Tell us about your interests and hobbies?
mujay study bohot achi lagti hai

Coaching Location: Dakshana Valley
Batch: NEET 2025